Realme Buds 2 Review after one month Use in Hindi

1
1421
Realme Buds 2 Review
Ak mahina use karneke baad May aap logo ko Realme Buds 2 review dene k liye jaa raha hoon. Ye Realme k ek budget oriented earphone hay.

Ye earphone apko Realme ka site may aur Amazon.in me rs 599 me mil jayega. Iske best buying link hamesa ki tarah article ka last me de diya hoon.

Table Of Contents

Realme Buds 2 Review after one month Use in Hindi

Agar apne purani Realme Buds use kiya ho to aap notice karenge iske box ki size and colour. Iss baar Realme ne White colour use kiye hain, pichle baar ka box me Realme ne yellow colour use kiya tha. Uske alava Reakme Buds ka box  almost double size ka hay compare to purana Reakme Buds. Iss bar realme ne kiu box ko double size kiya iska koi v idea nehi hay mujhe.  Agar apko koi v idea hay to jorur comment karke bataiye. Apke liye comment box hamesa khula hua hay.

Realme Buds 2 Review

1. Iss earphone me apko 11.2 mm ki bass boost, driver milega. 11.2 mm ki driver iss budget me aana bahat hi acchi baat hain.

Realme Buds 2 Review
2. Uske alava ye Realme Buds 2 built in magnet k saath ata hain.
Realme Buds 2 Review
3. Realme Buds 2 me apko cable organiser  v milega. Ye cable organiser rubber se bana hua hain. But iss cable organiser ki quality bahat acchi hay. Ek mahina use karne k baad v iska koi v issue mera nazar me nehi ayi.
Sabse  Pehle may apko bata doon apko bilkul lage ga nehi keya aap ek budget earphone kharide hain.
Realme Buds 2 Review
4. Two extra size k rubber eartips k saath ata hain ye Realme BUds 2 earphone. Pichli baar ki tarha jo eartips hay wo bahat soft hay.
5. Box me apko milega ek user menual jisme warrenty k bare me diya geya hain aur iska kuch specification v diye hua hain.
6. Ye earphone 6 months ki warrenty k saath ata hay.
7. Eartips ko nikalneke baad apko aandhar ka speaker grill milega. Aanddhar ka speaker grill metal se baana hua hain. Iss earpice k upar side me apko ek noise cancellation speaker hole v miljayega. Jo ki aachi baat hain.

8. Iss realme buds 2 ka jo cable hay yo cabler coted hay. Iss bar ka jo cable hay o bahat jada bahatar hay.

Realme Buds 2 Review

 

9. RIght side me apko mic remote nilta hain. Iss remote me apko volume up and down ka button v mil jayega. Totally iss remote me apko three buttons milega, doo volume ups and down ka button and ekk call receive and cut karneka button hay.

Realme Buds 2 Review
10. Apko ek 3.5 mm ki audio jack milega. Jo Gold plated nehi hay, fir v connection ki koi v problem abhitak nehi aya mujhe,
(also read Boat 225 vs Mi basic )

Sound Quality Review Of Realme Buds 2

Iska jo sound hay o mujhe bahat accha laga hay. Pehle clear kar deta hoon isme apko bass jada milega. Agar aap ek bass lover ho to ye earphone apko bahat jada pachand ane wala hay.
 
Mid-LOws ki baat karoon, normal hay. Treble  v accha milaga apko iss RealMe Bus 2 earphone me.
Vocals Aur v accha ho sakta tha.
 
Overall experience ki baat karoon , upko ek balance sound milega.
 
Call and voice quality apko bahat accha milega. May khud call karke v dekha hoon, samne balo ko apka awaz bahat acche se sunai deta hay.
 

Conclusion

Iska sound sunneke baad apko ye bilkul nehi lagega ki aap ek buget earphone ko use kar rahe ho. Iska budget 599 hay , fir v ye kisi v 1500 tak earphone ko easily beat kardeta hay. Agar app mera baat manna chate ho to may apko iss earphone 100% recommend karta hoon. Iss earphone ko use karke app easily badi asani se PUBG v khel sakte ho. Iska Best Buying link description me hay. App eekbr jake bilkul check kar sake ho. Mujhe bilkul ummid hay apko Ye REALME BUDS 2 ka review bahat accha laga hay. Agar apka manme abhi v koi doubt hay to jorur comment karke bataiye.

1 COMMENT

Comments are closed.